Quick Links: English Poetry | Hindi Poetry | Poetry Podcasts | Editor's Pick | Forum
Email This Poem |

मेरे पास तुम खडी हो ….!

This is composed as a situational love song (A Hindi Geet)

An individual, who’s beloved, had betrayed and gone away from him long time back, sends an intimation wanting to meet him and at the appointed time has come and is standing near him. The song addresses the feelings of the individual in this situation.

The song is posted with its pod cast to acquaint with the tune in which the song had emerged, although it can be sung in any other tune too.

मेरे  पास  तुम  खडी  हो ….!

 

मेरे  पास  तुम  खडी हो, और सोच  में  पडी  हो,
उलझन  है  कोई  मुश्किल, कुछ  कहना  चाहती  हो ..
मेरे  पास  तुम  खडी  हो ….!

तुम  सोचती  हो  शायद, रूठा  हुआ  हूँ  तुझसे,
बीते  हुए  दिनों  का,  पूछूँगा कुछ तो तुझसे,
ना  तुझसे  कुछ  पूछूँगा, तुम  जो  समझ  रही  हो ….
मेरे  पास  तुम  खडी  हो ….!

तूने  मुझसे  मिलना  चाहा, जबसे  पता  चला  है,
कैसे  तुझे  बताऊँ, मेरे  दिल  का  हाल  क्या  है,
लगा  दिल  के  हर  चमन  में,  हर  इक  कली  खिली  हो
मेरे  पास  तुम  खडी  हो ….!

मैंने  प्यार  जो  किया  था,  भूला  नहीं  कभी  मैं,
तेरे  प्यार  की  हिफाजत, करता  रहा  था  मन  में,
ये  असर  मेरी  दुआ  का, फिर  तुम  मुझे  मिली  हो,
मेरे  पास  तुम  खडी  हो ….!

मेरे  पास  तुम  खडी हो, और सोच  में  पडी  हो,
उलझन  है  कौन मुश्किल, कहदो जो चाहती हो
अब पास क्यूँ खडी हो …..!

—- ” विश्व नन्द ” —-

21 Comments

मैंने प्यार जो किया था, भूला नहीं कभी मैं,
तेरे प्यार की हिफाजत, करता रहा था मन में,
ये असर मेरी दुआ का, फिर तुम मुझे मिली हो,
मेरे पास तुम खडी हो ….!

wah kya baat hai sir.

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Kalawati ji
आपके comment का बहुत शुक्रिया

Comment on this comment

kalawati Reply:

sir aap mere naam ke aage ji na lagaye plzzzzzzzzzzz
aapki kavita ke baare me kuch kahna suraj ko deepak dikhana hai.

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

kalavwati,
Noted. aage aisaa hii hogaa.
Lekin apanii p4poetry site par ham ek samaan sab deepak hii to hain,(suuraj nahiin), jo kavitaa devi kii aaradhanaa me usi kii pratibhaa se prajwalit hain aur useekii aaraadhanaa me jute hue hain. Koi badaa nahiin koi chotaa nahiin. Sab pyaare saathii hain. Yahii satya hai. Yahii bahut badaa bhaagya bhii hai aur aisaa meraa vishwaas hai. aur aapkaa bhii jaroor hogaa. Dhanyavaad.

Comment on this comment

Swayam Prabha Misra Reply:

Vishvji, Aapka yahi baddapan hi to aapko suraj kahne ko majboor kar deta hai:-)

Comment on this comment

मैंने प्यार जो किया था, भूला नहीं कभी मैं,
तेरे प्यार की हिफाजत, करता रहा था मन में,
ये असर मेरी दुआ का, फिर तुम मुझे मिली हो,
मेरे पास तुम खडी हो ….!

maza aa gya.tere pyar kee hifazet krta rha mn main ek adbhut anubhootee ka ehsas sratee huee pnktee hai.ek khoobsoort rchna, bdhai

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Sushil ji,
Is geet par aapke comments padhkar bahut khushii hui. Shukriyaa.

Comment on this comment

BAHUT KHOOB SIRJI….
MAINE ISE 5 BAR PADHA AUR DO BAR SUNA…..
AAPKI AWAAJ NE AUR BHI KHOOBSURAT BANA DIYA..
BADA PYARA GEET HAI….
MAJA AA GAYAJI….

NAYA PHOTO ACHCHHA HAI SIRJI….
PAR AAPKO AUNTIJI AUR BACHCHHON KE SAATH DEKHNE KI AADAT SI HO GAYI THI ISLIYE JARA ATPATA SA LAG RAHA HAI….DHIRE DHIRE ISKI BHI AADAT HO JAYEGI….

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Dr ji,
Aapkii prashansaa se bahut khushii hui. hardik dhanyavaad.
Pahale photo me, mere sath meri wife aur vo bachche hamare grandsons hain. meri daughter ki farmaish our order par maine us photo ke badale me ye load kiyaa hai aur kuch din baad badal doongaa.

Comment on this comment

bahut sundar kavita hai VishVnandji
-:)

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Parespeare,
Hameshaa ki tarah aapke comment aur encouragement ke liye bahut dhanyavaad.

Comment on this comment

lajawab sabd nahi hai mere pass

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Rajdeep, Afalaatoon comment.
Mere paas bahut saare shabd hain aapko haardik dhanyavaad dene ke liye, jo main jamaa kiye jaa rahaa huun. Abhii to sirf Dhanyavaad hii kah rahaa huun,

Comment on this comment

A beautiful and true thoughts on the given condition. I specially liked -

“तुम सोचती हो शायद, रूठा हुआ हूँ तुझसे,
बीते हुए दिनों का, पूछूँगा कुछ तो तुझसे,
ना तुझसे कुछ पूछूँगा, तुम जो समझ रही हो ….
मेरे पास तुम खडी हो ….!”

This is actually true love which always thinks of pain of counterpart but not him/herself.

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Raj,
Thanks very much for your comment. You have rightly covered the most important basis of true love for someone, that you accept totally and love the person as he is, moment to moment. No if’s and but’s.

Comment on this comment

Sach, pyar ki dua mein bahut asar hota hai. Bahut khoob, Sir.

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Thank you Sangeeta. Yes, True love is always a boon, for it invokes in you a panorama of feelings, experience of which is nothing different from enlightenment & real happiness.

Comment on this comment

Anubhaw se Jadi 1 sunder geet hai sir

Comment on this comment

Vishvnand Reply:

Thank you Ravi, very much for your comment & observation.

Comment on this comment

एक शानदार रोमांटिक रचना है.बहुत ही प्यार से लिखी हुई और बहुत ही प्यार से भरी हुई.कम्पोजीशन भी शानदार है.पढने और सुनने दोनों में मज़ा आया.

Comment on this comment

विश्व जी, बहुत दिन बाद आपकी कविता पढ़ rahi हूँ और khub aanand आया . गीत sunkar pankaj malik याद aa गए | बहुत khoob |

Comment on this comment

Leave a comment

(required)

(required)

(Press Ctrl+G to toggle between English & Chosen Indian language)